Husnn daulat ka saath deta hai... - zauq e shayari

18 Feb 2020

Husnn daulat ka saath deta hai...

Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein,
Dard-e-ghurbat ka sath deta hai,

Jab muqaabil hon ishq aur daulat,
Husnn daulat ka saath deta hai..

(sood-o-ziyaan;profit)

No comments:

Post a Comment

ہمیں میسج کرنے کا بہت سا شکریہ، ہم ان شاءاللہ جلد ہی آپ سے رابطہ کریں گے۔